| Zindagii ek kiraaye kaa ghar hai ek na ek din badalanaa paregaa maut jab ham ko aavaaz degii ghar se baahar nikalanaa paregaadher mittii kaa har aadamii hai baad marane ke honaa yahii hai yaa zamiinon men turbat banengi yaa chitaaon pe jalanaa paregaa raat ke baad hogaa saveraa dekhanaa hai agar tum ko din suneharaa aitabaar un ke vaadon kaa mat kar varnaa aye dil mere zindagii bhar ye javaanii hai pal bhar kaa sapanaa dhuund le koii mahabuub apanaa |
Dard-e-Dil Judai sehna ahsan nahi hota,
kimti cheez ka haar koi kabil nahi hota…
yeh toh Raab ki meherbani hai,
warna Dost harr kisi ke nasib maiN nahi hota…
Dard Ko Bhi Dard Hota Hai,
Dard Se Dard Ko Bhi Zarrurat Hai Zindagi Ki,
Akhir Zindagi Me Dard Hi Toh Humdard Hota Hai…
Khu$iyo ki Mahek liya karo.
Pyar $e DiloN ko Chuaah Karo,
Jahan Tumhe Gham Nazar aaye
toh Aapne DostoN ko yaad kiya karo…
�
Kat Gaee Umr Lekin Hamein Pyar Na Karna Aya,
Us Ne Mangi Bhi Tu Sirf Judai Mangi,
Aur Hum The! Hamein Inkar Na Karna Aya…
mujhay choor janay walaa mujhay soochta tu ho ga
yee udaas udaas phirna, yee kisi say bhi na milnaa
hai yun he nahin yeh sab kuch, koi sanihaa tu ho ga
meraa dukh yehe hai shayad ke mein sab ko janti hoon
woh joo mujh ko jantaa hai usaay kuch gilaa tu ho ga
nahin iss mein koi muntaq , hai yaqeen ki baat saree
kay jahan rakhaa hai paa’on wahan rastaa tu ho ga
usaay loog poochtay hain meraay shair k maa’anee
joo bhi jantaa hai uss ko , mujhaay jantaa tu ho ga
sabhi hain bheed mein tum bhi nikal sako to chalO
yehi hai zindagi kuch Khwaab chand ummideiN
inhee khilonon se tum bhi bahel sako to chalO
Waqt rukta nahin kisi ke liye,
Kadam do Kadam tho sabhi Chalte hain,
Saath Chalta nahin koi Zindagi bhar ke liye
Is Dil ke tufan Mai Mohabbat Ki shama Jalaye Baithe hain
Aey Zaalim kis Morr Pe Laa kar Chodha Hain Tunnay Mujhko
Aaj bhi Milne ki Hasrat se teri yaad ko dil se lagaye Baithe hain
kuch lamho se aankhei bhar aati hai,
wo rangeen shaam nirali doob jati hai,
jab aap jaise doost ki yaad aati hai…
chand taron ka noor tuzpe barse,har koi teri chahat ko tarse,
teri zindagi mein aayen itni khusiyan,
ke tu ek gum paane ko tarse…






