
wasta tujhe pyaar ka hai,wapas aa jaa .hum to har raah pe dil bichhaye huye hain

wasta tujhe pyaar ka hai,wapas aa jaa .hum to har raah pe dil bichhaye huye hain

Mujhe tujhse milne ki taqdeer nazar aayi,
mujhe apne pairon mein zanjeer nazar aayi.
Jitne aansoo bahaye teri yaad mein,
har aansoo mein tasveer teri nazar aayi…..
BAHUT UDAAS HAI KOI TERE JANE SE,
HO SAKE TO LAUT KE AA KISI BAHANE SE,
TU LAAKH KHAFA SAHI MAGAR EK BAR TO DEKH,
KOI TOOT SA GAYA HAI TERE RUTH JANE SE.
JUDAI!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
| M A J R O O H wrote: |
| Zindagii ek kiraaye kaa ghar hai ek na ek din badalanaa paregaa maut jab ham ko aavaaz degii ghar se baahar nikalanaa paregaa dher mittii kaa har aadamii hai baad marane ke honaa yahii hai raat ke baad hogaa saveraa dekhanaa hai agar tum ko din suneharaa aitabaar un ke vaadon kaa mat kar varnaa aye dil mere zindagii bhar ye javaanii hai pal bhar kaa sapanaa dhuund le koii mahabuub apanaa Gumnam, Surender malik |
Dard-e-Dil Judai sehna ahsan nahi hota,
kimti cheez ka haar koi kabil nahi hota…
yeh toh Raab ki meherbani hai,
warna Dost harr kisi ke nasib maiN nahi hota…
Dard Ko Na Dekhiye Dard Se,
Dard Ko Bhi Dard Hota Hai,
Dard Se Dard Ko Bhi Zarrurat Hai Zindagi Ki,
Akhir Zindagi Me Dard Hi Toh Humdard Hota Hai…
| Zindagii ek kiraaye kaa ghar hai ek na ek din badalanaa paregaa maut jab ham ko aavaaz degii ghar se baahar nikalanaa paregaadher mittii kaa har aadamii hai baad marane ke honaa yahii hai yaa zamiinon men turbat banengi yaa chitaaon pe jalanaa paregaa raat ke baad hogaa saveraa dekhanaa hai agar tum ko din suneharaa aitabaar un ke vaadon kaa mat kar varnaa aye dil mere zindagii bhar ye javaanii hai pal bhar kaa sapanaa dhuund le koii mahabuub apanaa |
�
yee udaas udaas phirna, yee kisi say bhi na milnaa
hai yun he nahin yeh sab kuch, koi sanihaa tu ho ga
meraa dukh yehe hai shayad ke mein sab ko janti hoon
woh joo mujh ko jantaa hai usaay kuch gilaa tu ho ga
nahin iss mein koi muntaq , hai yaqeen ki baat saree
kay jahan rakhaa hai paa’on wahan rastaa tu ho ga
usaay loog poochtay hain meraay shair k maa’anee
joo bhi jantaa hai uss ko , mujhaay jantaa tu ho ga